Comments - SSC JOB
ये लो सामान्य ज्ञान का खजाना Share
======================
1. Pahli Rajasthani film kon si thi
Najrani
2. CBSE ka Mukhyalaya kahan par hai
New Delhi
3. Rajya Sabha ke sadhsyon ka karyakaal kitna
hota hai
chhah (Six) saal
4. Anandmath ke rachayita kon hai
Bakim Chandra
5. Bharat ki sabse purani Oil refinery kahan par
hai
Assam
6. Mistr me neel nadi par kon sa baandh hai
Aaswaan baandh
7. National Indian Military College kahan par
stith hai
Dehradun
8. Babarnama kis bhasha me likha gya hai
Turkey
9. Hamir Mahakavya ke rachyita kon hai
Nayanchandra Suri
10. Rashtriya Anusuchit Jaati Aayog ke
Adhyaksh kon hai
P. L. Puniya
11. Pakistan ka Rashtriya Khel kon sa hai
Hockey
12. Bharat ka pahla Nobel Puraskaar kise mila
Ravindernath Tagore
13. Bharat me pahli Metro train kab shuru hui
1984 me
14. Duniya ka sabse bada jawalamukhi kahan
hai
America ke Unoston prant ke National park me
15. Bharat me pahli baar radio karyakaram kab
aur kiske dwara parstut kiya gaya
1923 me Bombay ke Radio Club dwara
16. Bharatiya Savidhan me kul kitne Anuched
hai
395 Anuchhed
17. Shekhawati ka Gandhi kise kaha jata hai
Badrinarayan Sodani ko
18. Liltaas pustak ke rachayita kon hai
Kanheya Lal Sethiya
19. Rajya Sabha ka Sabhapati kon hota hai
UpRashtrapati
20. Duniya ka sabse bada rail junction kahan
par hai
Shikago
21. Bharat ka Sabse bada Koyla Shetr kon sa
hai
Jhariya
22. Bharat me Magrov vanaspati vistrit roop me
kahan payi jati hai
Sundarvan
23. Neel Nadi kon si jheel se nikalti hai
Victoriya
24. Vishv me joot utpadan me agrani desh kon
sa hai
Bangladesh
25. Bharat ka pahla jaiv mandal arkshit shetr
kon sa hai
Neelgiri
26. Pahla Yash Chopra memorial puraskar kise
diya gaya
Lata Mangeshkar
27. Pustak “My Brief History” kiske dwara Likhi
gayi hai
Stiphen Hakins
28. Navneet Kaur Aur Rani Rajpal ka sambandh
kis khel se hai
Hockey se
29. Insulin ki khoj kisne ki thi
F. T. Benting
30. Netradaan me aankh ka kon sa bhaag
paryukt kiya jata hai
Cornia
31. Delhi ki parsidh Jama Masjid ka nirmaan
kisne karvaya tha
Shahjahan ne
32. Ek Rupay ke note par kiske hastakshar hote
hai
Vit Sachiv, Bharat sarkar
33. Bharat me yojna aayog ka gathan kab hua
March 1950
34. Jaliawala Baagh kahan par stith hai
Amritsar, Punjab
35. Maanavadhikar diwas kab manaya jata hai
10 December
36. Protin kis se banti hai
Amino Amal se
37. Bengal ka vibhajan kab hua
15 November 1950 ko
38. Bharat me sarv-partham Patra mudra ka
chalan kab hua
1806 me
39. Antarashtriya Nyayalya kahan stith hai
Heg me
40. Computer me memory ki sabse chhoti ikaai
kya hai
Byte
41. Prakartik Rabar kiska bahulak hai
Isoprin ka
42. Maanav Nirmit prathan kritrim resha kya tha
Nylon
43. Prithvi ki Aayu ka aanklan kis vidhi se kiya
jata hai
Uranium Denting vidhi se
44. Desh me kaling puraskar kab shuru hua
1952 me
45. Kashmir ka Akbar kise kaha jata hai
Jainul Aabdin
46. Gramy Puraskar ka sambandh kis Shetr se
hai
Sangeet Shetr se
47. Lamp me prakash utpan karne ke liye kon si
gas prayog ki jati hai
Acitlin
48. Aayu nirdaharn me Carbon ke kis
samsthanik ka upyog kiya jata hai
C 14
49. Surya ke atyadhik taap ka kaaran kya hai
Hydrogen ka nabhikiya salyan
50. Shahnama kiske dwara likha gya tha
Firdawsi
51. Gautam Budhha ki patni ka kya naam tha
Yashodhra
52. Duniya ka sabse jahrila janwar kon sa hai
Arrow Frog
53. Kache Fal (Fruits) ko pakaane me kon si gas
upyog me laayi jati hai
Ethilin
54. Surya aur prithvi ke beech chandrma kab
aata hai
Surya grahan ke samay
55. Machhliyon ke yakrit tel me kis ki parchur
matra hoti hai
Vitamin – A
56. Vigyapan me prayukt rangeen visarjan
naliyon me kon si gas paryog me laayi jati hai
Ne
57. Manushya ke Jigar aur Maspeshiyon me
sanchit Glaiclon kya hai
Bahu-sharkra
58. Cement ka jamkar kathor hone ka kya
kaaran hai
Jal Yojan Aur Jal Apghatan
59. Kaanch kya hai
Kaanch Akrishtliya thos ke roop me ek atishitit
darv (liquid) hai
60. Shushk barf kya hoti hai
Thos (solid) Carbon Di-Oxide
61. Kis desh me mahilayon ki jeevan partyasha
sabse jyada hai
Japan
62. Bharatiya Rashtriya calender ka sabse pahla
mahina kon sa hai
Chait
Educational sms
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment